Roman script

karishma ye kya meri jaan ho gaya  

karishma ye kya meri jaan ho gaya  

tujhse najar mili main jawan ho gaya  

tujhse najar mili main jawan ho gaya  

karishma ye kya meri jaan ho gaya  

karishma ye kya meri jaan ho gaya  

aisi bijali hai tu kya aisi bijali hai tu 

jo bhi chhu le jhatka khaye 

main bhi jhatka kha gaya  

janeman aisi titali hai tu 

are aisi titali hai tu 

tere pichhe main jo bhaga barso pichhe aa gaya  

aaya tha kis kam se kat baitha kya kam 

ram nam ki umar me tera hua gulam 

haye haye budhape me bhi imtha ho gyi 

budhape me bhi imtha ho gyi 

ghar ka de de pata ae jani ghar ka de de pata 

yun raste me chhed khani karte aaye hai sharm 

meri jaan maf karna khata maf karna khata maf 

dhandha chhota sahi laikin banda dil ka hai narm 

main logo ki mushkile karta hun aanan 

dhan ke hatho bik gaya  na bechu iman 

dekho jabhi to khuda maharban ho gaya  

dekho khuda maharban ho gaya  

tujhse najar mili main jawan ho gaya  

tujhse najar mili main jawan ho gaya

Explore this song