Roman script

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

pyaas yu dil mein jaga kar

dur jao nahin ab aur

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

ye jaante hi nahin hum 

ke humse roothe ho kyun

badal na jaaye kahin

mausam raahe badlo na yu

ye jaante hi nahin hum 

ke humse roothe ho kyun

badal na jaaye kahin

mausam raahe badlo na yu

yu hi chahunga hamesha

tumhe tumhari kasam

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

pyaas yu dil mein jaga kar

dur jao nahin ab aur

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

mere hontho pe tera

naam hai sada ke liye

meri aankhon mein

intzaar hai tumhare liye

mere hontho pe tera

naam hai sada ke liye

meri aankhon mein

intzaar hai tumhare liye

basa liya hai tumhe dil mein

dhadkano ki tarha

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

pyaas yu dil mein jaga kar

dur jao nahin ab aur

kareeb aao ke duri

sahi jaaye nahin ab aur

Explore this song