Roman script

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

mohabbat khich layi hai yaha sarkar tumko bhi

mubarak ho jawani me ye pehla pyar tumko bhi

ye pehla pyar tumko bhi

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

kisi ki yaad hai sathi ke jisme kho gaye ho tum

jamaane se kahenge hum hamare ho gaye ho tum

hamare ho gaye ho tum

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

dikha kar berukhi na tum hamari baddua lena

ke tum par jaan de denge kisi din aazma lena

kisi din aazma lena

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

kare wo kya kya kya ke jisko pyar ho gaya

ye dil huzur ki ada pe nisaar ho gaya

Explore this song