Roman script

dua bhi lage naa mujhe

dava bhi lage naa mujhe

jabse dil ko mere tu laga hai

neend raaton ki meri 

chahat baaton ki meri

chain ko bhi mere

tune yun thagaa hai

jab saansein bharun main

band aankhein karun main

nazar tu yaar aaya

dil ko karar aya tujhpe hai pyaar aya

pehli-pehli baar aya oh yaara

dil ko karaar aaya tujhpe hai pyar aaya

pehli pehli baar aaya oh yaara

har roz pooche ye hawaye

hum to bataake haare

kyun zikr tera karte hai humse taare

har roz pooche ye hawaye

hum toh bataake haare

kyu zikr tera karte hai humse taare

ab kisse hain tere in honto pe mere

izhaar aaya yaara

dil ko karar aya tujhpe hai pyaar aya

pehli-pehli baar aya oh yaara

dil ko karaar aaya tujhpe hai pyar aaya

pehli pehli baar aaya oh yaara

Explore this song