Roman script

kar na sake hum pyar ka sauda, kimat hi kuch aisi thi

jiti bazi har gaye hum 

ho jiti bazi har gaye hum, kismat hi kuch aisi thi

kar na sake hum pyar ka sauda, kimat hi kuch aisi thi

jiti bazi har gaye hum

jiti bazi har gaye hum, kismat hi kuch aisi thi

koi na samjhe koi na jane, kaisi ye majburi hai

pas hai ek duje ke kitne, phir bhi kitni duri hai

aankho me aansu ke hai katre, hotho pe khamosi hai

hans na sake hum ro na sake hum, halat hi kuch aisi thi 

hans na sake hum ro na sake hum, halat hi kuch aisi thi 

jiti bazi har gaye hum

jiti bazi har gaye hum, kismat hi kuch aisi thi

kar na sake hum pyar ka sauda, kimat hi kuch aisi thi

ek taraf hai pyar ka daman, ek taraf hai farz mera

soch raha hu kaise chukau, ae zindagani karz tera

dekho zara kis mod pe laye, ye zalim halat hume

humko mili na tumko mili wo, chahat hi kuch aisi thi

humko mili na tumko mili wo, chahat hi kuch aisi thi

jiti bazi har gaye hum

jiti bazi har gaye hum, kismat hi kuch aisi thi

kar na sake hum pyar ka sauda, kimat hi kuch aisi thi

jiti bazi har gaye hum

jiti bazi har gaye hum, kismat hi kuch aisi thi

kar na sake hum pyar ka sauda, kimat hi kuch aisi thi

kimat hi kuch aisi thi

Explore this song