Roman script

bas mujhko ye bata de dur rahkar na saja de

jis tarah se main sunta hu

tu bhi sunti kya sadaye dur jabse main hu

tabse meri sanse tham si gayi hai

o re jana tu dur jana na tujhe dil ka hai washta

o re jana tu dur jana na hai ye pyaar ka rashta

chhedo na mujhe tum dur se yu ab

judne do ye saye tere he liye hai 

khud ko shameta tujhse kaha jaye

dur jabse main hu tabse meri sanse

tham se gayi hain o re jana tu 

dur jana na tujhe dil ka hai washta

o re jana tu dur jana na hai ye pyar ka rashta

dekhu na mujhe tum mil he gayi ab

fir na bichad jana chahe kuch bhi 

kyu na ho magar tum yu hi yahi rahna

dur jabse main hu tabse meri sanse 

tham se gayi hai o re jana tu dur jana na

tujhe dil ka hai washta o re jana tu 

dur jana na hai ye pyar ka rashta

Explore this song