Roman script

hi hasband yaha baith sakati hu maf kijiyega

hi prince akele ho shaadi nahin ki pyaar bhi nahin 

inho ne abhi tak pyaar bhi nahin kiya

kar le pyaar karle ke din hai yahi

par chori se koi dekhe na kahin

kar le pyaar karle ke din hai yahi

ho par chori se koi dekhe na kahin 

arre pagley nazar milaa jahaan miley tujhe koi haseen

kar le pyaar karle ke din hai yahi

ho par chori se koi dekhe na kahin

kar le pyaar karle ke din hai yahi hay hay hay hay

par chori se koi dekhe na kahin

aa main tujhe batla doon ye pyaar ka rasta chalna

aa main tujhe batla doon ye pyaar ka rasta chalna

rangeen honthh kisi ke chhoo kar bin sholon ke jalna

rangeen honthh kisi ke chhoo kar bin sholon ke jalna

aankh mein aankhen daal ke kuchh na kehna aur machalna

arre haan arre haan haan haan re

aa ke sambhaale koi to phir na sambhalnaa 

arre pagley nazar milaa jahaan miley tujhe koi haseen

kar le pyaar karle ke din hai yahi

par chori se koi dekhe na kahin

aaj hi apne dil mein rakh le tu koi haseena

aaj hi apne dil mein rakh le tu koi haseena

phir jhoom ke zulfon ke saaye mein roz nazar se peena

phir jhoom ke zulfon ke saaye mein roz nazar se peena

seekh le marna aaj kisi pe le ke dhadakta seena

arre haan arre haan haan haan re

marna na seekha tu ne to phir kya jeena 

arre pagley nazar milaa jahaan miley tujhe koi haseen

kar le pyaar karle ke din hai yahi

par chori se koi dekhe na kahin

kar le pyaar karle ke din hai yahi aa aa aa aa

par chori se koi dekhe na kahin

hey come on come on everybody come on

Explore this song