Roman script

kar le kisi se pyar 

kar le kisi se pyar 

jawani do din ki do din ki

kar le kisi se pyar 

kar le kisi se pyar 

jawani do din ki do din ki

yaad hai sarkar jawani yaad hai sarkar

jawani do din ki do din ki

kis se kare koi pyar 

ye duniya matlab ki

kis se kare koi pyar 

ye duniya matlab ki

jhutha sab sansarjhutha sab sansar

ye duniya matlab ki matlab ki

yaad hai sarkar jawani yaad hai sarkar

jawani do din ki do din ki

kisi phul ko apna bana le

ban kar bulbul geet suna le

kisi phul ko apna bana le

ban kar bulbul geet suna le

kar le aankhe chaar kar le aankhe chaar

jawani do din ki do din ki

phulo se dil kaun lagaye

phulo se dil kaun lagaye

aaj khile aur jal murjhaye

aaj khile aur jal murjhaye

kahta hai guljar kahta hai guljar

ye duniya matlab ki matlab ki

yaad hai sarkar jawani yaad hai sarkar

jawani do din ki do din ki

kar le kisi se pyar 

jawani do din ki do din ki

kar le kisi se pyar

Explore this song