Roman script

kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha

na ab tak aayi milan ki wo rat, na ab tak aayi milan ki wo rat

tum to piya pardesh sidhare nis din barse nain hamare

ho nis din barse nain hamare

tum to piya pardesh sidhare nis din barse nain hamare

yaha barah mahine lagi hai barsat na ab tak aayi milan ki wo rat

shama re meri bhul bhulade aaja fir jo chahe saja de

ho aaja fir jo chahe saja de

shama re meri bhul bhulade aaja fir jo chahe saja de

mai ab na karungi thitholi tere sath 

na ab tak aayi milan ki wo rat

kar gaya kanha milan ka wada jamuna kinare khadi hai kab se radha

na ab tak aayi milan ki wo rat, na ab tak aayi milan ki wo rat

Explore this song