Roman script

soja soja hukm ke ikke soja

kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota

hamare ghar me bhi chulha jala hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me

akele kis tarah kate safar ye 

jindgani ka safar ye jindgani ka

hame to jahar lagta hai ye mausam 

nojawani ka ye mausam nojawani ka

ye mausam nojawani ka kisi ka sath kismat me

kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota

kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me

bhare jate hai papo se magar shadi ki hasrat hai

magar shadi ki hasrat hai

dhindora pitte firte hai biwi ki jarurat hai

ji biwi ki jarurat hai ji biwi ki jarurat hai

khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota

khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me

agar cheese najar hota to achi si koi laate

to achi si koi laate 

tumare dar pe chakkar kaatkar jute na ghiswate

jute na ghiswate ke ham jute na ghiswate

agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota

agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota

khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota

khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota

kawaro ka bhi dunia me

Explore this song