Roman script

kanha re peed sahi na jaye bahar se tan dil se makhan
bheetar agan zara peed sahi na jaye
kanha re peed sahi na jaye bahar se tan dil se makhan
bahar se tan dil se makhan bheetar agan zara 
peed sahi na jaye kanha re peed sahi na jaye 
rat ka andhera bita bhor muskuraye 
gandh ka bulava aaya lehar gungunaye
rat ka andhera bita bhor muskuraye bhor muskaraye 
gandh ka bulava aaya lehar gungunaye
kyu man git na gaye kyu man git na gaye 
peed sahi na jaye kanha re peed sahi na jaye 
bheed se ghiri mai phir bhi itni akeli
aankh chir jati tan ko khele har hatheli
bheed se ghiri mai phir bhi itni akeli
aankh chir jati tan ko khele har hatheli
sans atki jaye sans atki jaye
peed sahi na jaye kanha re peed sahi na jaye 
kanha kanha kanha kanha kanha 
bahar se tan dil se makhan bahar se tan dil se makhan
bheetar agan zara 
peed sahi na jaye kanha re peed sahi na jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube