Roman script

kamsin kali teri gali kamsin kali teri 
gali dil chal pada leke angdaai
masumiyat, masumiyat ye nazakat 
aankhon mein hai jheel si gehrai
kamsin kali teri gali teri ada sabse judaa
tu hai haseen aur main hun jawaan meri ada sabse judaa
main hun haseen main hun jawaan aye 
mane na mane na maane na maane na
dil mera maane na maane na maane 
na zulfen teri jaise ho ghata chhai
kamsin kali teri gali  kamsin kali teri gali
dil chal pada leke angdaai masumiyat ye nazakat
aye tujhse shuru tujhse khatam mera jahaan aye jaaneman
mujhse shuru mujhse khatam tera jahaan aye jaaneman
aye jaaye na jaaye na jaaye na jaaye 
na tere siwa dil kahi jaaye na
jara jaan le meri wafaai kamsin kali teri gali 
kamsin kali teri gali dil chal pada 
leke angdaai masumiyat ye nazakat
tu meri mohabbat hain are ye 
meri kismat hain main teri mohabbat hun
ye teri kismat hain aye aaye na aaye na aaye na aaye na 
tere siwa chain bhi aaye na ibaadat 
teri meri khudaai kamsin kali teri gali 
kamsin kali teri gali dil chal pada 
leke angdaai la la la la zu zu zu zu

Song details

singer: Mona Sarkar, Shibani Kashyap, Vinod Rathod