Roman script

gully gang gully gang gully gang gully gang

gully gang gully gang gully gang gully gang

gully gang kare khalli balli bang bang

number kaari dost sari talli puri gang gang

falli thodi haters ke thobde pe plan plan

jod tode inke humne tod mode tang tang

baje gana dhang bachkana thode beats

jhopdi ke bol bolu khopdi mein mere weed

rokdi mile hai inhe thokne ki mujhe aaj

naukri mile hai jaise lottery ka kaam kaj

mera naam bana kaam bhaari

kaam bhaari ne dhaar mari to karo karvahi

dhara teen sou saat kya sab kuch 

main jhel lunga tere liye

bhai tu sirf bol inko pel lunga tere liye

bass bohut strong gana jaise bandstand

mitti mein mila do inko bana inka sandman

gully gang chali chand ke khoj mein

ab to tare sitare hume jante log hai

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari bhaari bhaari kaam

jag jao kaam bhaari karo naste ko khari khao

sumdi mein jake maro sutta nek kaam karo jate jate

daan karo buddhi ko chacha ko mama ko hafta

toli meri puri sath mein hai baat mein hai bahut dum

aur hum karenge thatta jhol kiya maine abbu ka muddal 

jo pakda gaya to fir khaunga fatka

dabbe pe dabba aur dabbe mein joker hai

fokut ki thokar aur dhakon ki local hai

kam pade paisa to mumbai ki local hai 

jeb kati meri kal miracle ho gaya re

bhai log bole rada hua college ka khada hua

toda foda ina-mina zyada hua

badi badi bate vada pav khate jake

bhag bhag bhag chote raag na de khote khote

bhailog karo zara kaamdhaam tum

india ko karo zara london tum

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari bhaari bhaari kaam

mujhe kya pata tha ke main rap karega

acha karega ki whack karega

jo bhi karega dhinchak karega

fata fat dhapa dhap ghap ghap karega

main to jump karega ganpati mein

dj main nachega shaanpati se

utpati dega to kaanpatti mein

fatfati khelega jhatpatti se

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari kaam lelo jaankari

kaam bhaari bhaari bhaari bhaari kaam

Explore this song