Roman script

alla, alla, madine wale ki rehmat hai mujh par

maa ki duwaon ka saya hai sar par, kalma padkar

roze rakhkar maanton se manga hua main alla rakha

main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

madine wale ki rehmat hai mujh par

maa ki duwaon ka saya hai sar par, kalma padkar

roze rakhkar maanton se manga hua main alla rakha

main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

bigadega kya mera ye zalim zamana

bigadega kya mera ye zalim zamana

hume mahomad ka main hun diwana ho

sare shansha jiske gulam hain, 

sare shansha jiske gulam hain

wo hi to hai mera aasara, main alla rakha

main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

gunehgar khud hain ye insaaf waale

gunehgar khud hain ye insaaf waale

jubaan pe garibon ki tale jo taale ho

in aankhon wale andhon se aye maa

in aankhon wale andhon se aye maa

dilwaunga main hak tera maa, main alla rakha

ha maa main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

jo naam aye maa tune diya hai, jo naam aye maa tune diya hai

wo naam leke irada kiya hai ho aahon ka teri yun lunga badala

aahon ka teri yun luga badala, duniya kahegi wah re wah

alla rakha, main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

madine wale ki rehmat hai mujh par

maa ki duwaon ka saya hai sar par, kalma padkar

roze rakhkar maanto se manga hua main alla rakha

main alla rakha, main alla rakha, main alla rakha

alla rakha, alla rakha, alla rakha, alla rakha

alla rakha, alla rakha, alla rakha, alla rakha

Explore this song