Roman script

suno kalkatte ki kalavati main 

ha kalkatte ki kalavati main sabko nachaau ungali pe 

har koi mujhpe fida hai lekin main hu fida ek jangali pe

kalkatte ki kalavati main

aaj hai mere husn ka charcha galiyo me chaubaro me

roz hai mera photo chhapta duniya ke akhbaro me

phir bhi koi jhak raha hai, phir bhi koi jhak raha hai

mujhko apni kambli se

kalkatte ki kalavati main sabko nachau ungali pe

kalkatte ki kalavati main

meri najriya utar na payi sach kahti hu juth nahi

mori chunariya muft na pakdo machi hui koi lut nahi

bach rahi hu bachi rahungi, bach rahi hu bachi rahungi

choro ki is mandli se

kalkatte ki kalavati main sabko nachau ungali pe

kalkatte ki kalavati main

kahat kabira ho ho ho 

kahat kabira kalavati se dil ko lagana khel nahi

isliye to rahi kavari hua kisi se mel nahi

aur kisi se dar nahi lagta, aur kisi se dar nahi lagta

darti hu main imli se

kalkatte ki kalavati main sabko nachau ungali pe

har koi mujhpe fida hai lekin main hu fida ek jangali pe

kalkatte ki kalavati main

Explore this song