Roman script

kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho 
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho 
sargam me tum ho chham chham me tum ho 
sargam me tum ho chham chham me tum ho 
dekha jahan bhi tumhi tum ho 
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho tumhi tum ho 
tera badan chandan sa suhana 
hontho pe tere bijali ka muskana 
tera badan chandan sa suhana 
hontho pe tere bijali ka muskana 
dekha tujhe jab se man hai diwana 
mera man hai diwana 
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho tumhi tum ho 
teri angadai mere man me samai 
sharmai aankho me ye duniya basai 
teri angadai mere man me samai 
sharmai aankho me ye duniya basai 
teri har sans meri dhadakan me chhai 
meri dhadakan me chhai 
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho tumhi tum ho 
baho me meri ab teri jawani 
jitna bhi dekhu aankhe fir bhi diwani 
baho mer meri ab teri jawani 
jitna bhi dekhu aankhe fir bhi diwani 
hirani si chal teri kaisi suhani 
are kaisi suhani
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho 
kaliyo me dekha tumhe phulo me dekha 
dekha jahan bhi tumhi tum ho tumhi tum ho

Song details