Roman script

kali kali hu main, kashmir ki kali 

kali kali hu main, kashmir ki kali

ho har koi bulaye mujhe apni gali

kali kali hu main, kashmir ki kali

ha miss universe se main kam nahi

miss world mein bhi wo dam nahi

miss universe se main kam nahi

har taraf hai jalawa mera

har taraf hai jalawa, kali kali hu main

kashmir ki kali

lut le gori julmi teri jawani

teri jawani ki ajab hai kahani

tujhpe main vaaru apani saari umariya

tujhko hi sochu main aatho pehariya

katrina na jaisa mera najuk badan hai

ash ki tarah mere dono nayan hai

katrina na jaisa mera najuk badan hai

ash ki tarah mere dono nayan hai

priyanka si main bhi dikhati bhali hu

aur bipasha jaisi dilkash badi hu

mallika ki tarah main bhi fuljhadi

kali kali hu main, kashmir ki kali 

kali kali hu main, kashmir ki kali

meri ada se koi bach na saka hai

kisko milungi iska satta laga hai

meri ada se koi bach na saka hai

kisko milungi iska satta laga hai

hosh uda du sabke ninde chura lu

dil mein sabke aashiyana bana lu

gudh ki tarah hu misri ki dali

kali kali hu main kashmir ki kali 

har koi bulaye mujhe apni gali

kali kali hu main kashmir ki kali

Explore this song