Roman script

ai kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

pyar ham karenge tum par hi marenge 

chhukar zara dekhu, mujhe pas aane do aane do

chalo gori chale vaha hare bhare khet jaha

chori chori baithe vaha chalo na chalo na chalo na

teri meri baat chale duniya ye sari bahut jale

jo hua gali gali suno na suno na suno na suno na

puche jo malik mera kya hai araman mera

mai mangu bas hath tera oye oye oye

milne me ab kya deri bin mange mai hu teri

mujhko mila sath tera 

pyar ham karenge tum par hi marenge

chhukar zara dekhu, mujhe pas aane do aane do

kala kaua bolta hai bolne do, raz apne kholta hai kholne do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

pyar ke hai worry worry rab ki hai jadugari

hur ho yaa koi pari kaho na kaho na kaho na

mera aitabar karo aur bhi karar karo

aur mujhe pyar karo ruko na ruko na ruko na

premi yu pyar karege kauve chillate rahege

le ke tujhe ud chalenge

ham dono premi ban ke sabke chhudakar chakke 

tera mukaddar banenge

pyar ham karenge tum par hi marenge

chhukar zara dekhu, mujhe pas aane do aane do

ai kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

pyar ham karenge tum par hi marenge

chhukar zara dekhu, mujhe pas aane do aane do

ai kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

pyar ham karenge tum par hi marenge

chhukar zara dekhu, mujhe pas aane do aane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

kala kaua dekhta hai dekhne do, sab jan jayega janane do

Explore this song