Roman script

kal tum the yaha tum ab ho

tum mujhse dur kyun

tanhaiya punche to batla do kya kahu

tumhe ho na saka kyun mera yaki

kami hogi koi mujhme hi kahi

sathiya sathiya sun bhi lo

main tumhara hu tum meri ho

mera dard hai kya ye tumne nahi jana jane kyun 

tumhe pake bhi kaise tha main tanha kya kahu

tumhe ho na saka kyun mera yaki

kami hogi koi mujhme hi kahi

sathiya sathiya sun bhi lo

main tumhari hu tum meri ho

tumhi samjha do main kaise kuch bhi na kahu

zehar peene se tumhe roku ya dekhti rahu

kya maine kaha kya tumne suna

sach hai kya jhuth kya sun bhi lo

ye jo hai fasle aa gaye kisliye

sathiya sathiya sun bhi lo

ret samjhi hai tum jisko 

wo dariya hai mera

bas yahi kahke tumhari

najro se main gira

tumhe hai gila kuch mujhe hai gila

hai magar baat kya sun bhi lo

Explore this song