Roman script

kal talak janta pe atyachar jo karte rahe
ab pada matlab to humdard bankar aa 
gaye balam batiyao na
balam batiyao na hum tumhe na dege vot
hum tumhe na dege vot bahut batiyao na
balam batiyao na 
wahi ho tum jisne janta ke muh se chhini roti
wahi ho tum jisne janta ke muh se chhini roti
chhin ke roti dil na bhara to chhin li langoti
balam batiyao na
balam batiyao na hum tumhe na dege vot
hum tumhe na dege vot bahut batiyao na
balam batiyao na 
hakim use bnayege jo hukum na hum pe chalaye
arey hakim use bnayege jo hukum na hum pe chalaye
neta use bnayege jbo mal na ghar le jaye balam batiyao
balam batiyao na hum tumhe na dege vot
hum tumhe na dege vot bahut batiyao na balam b
har bahut pehne phulo ke ab juto ke pehno
har bahut pehne phulo ke ab juto ke pehno
belan lekar inki chapati bana do maa or behno 
balam batiyao na
balam batiyao na hum tumhe na dege vot
hum tumhe na dege vot bahut batiyao na balam batiyao na 
ujle kapde pehne lekin man hai tera kala
ujle kapde pehne lekin man hai tera kala
oye bagula bhkat bankar lakho ka kiya 
ghotala oye mai kya jhuth boliya oye nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amit Kumar, Alka Yagnik, Shabbir Kumar