Roman script

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi

hardam aas ho gayi kyun man me

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

ye kya haal ho gaya mujhko ye kya ho gaya

hardam aas ho gayi kyun man me

hai khuda bhi kaha ma ki mamta bina

svapn aate nahi pyar jage bina

hai kaha ye mohabbat chahto ke bina

dhadkano ki zuba dhadkano ne suni

uth raha hai dhua aag to hai vahi

pyar milta jaha par zindagi hai vahi

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi

hardam aas ho gayi kyun man me

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

aasman hai jaha hai sitare vaha

chandni hai jaha chandrma hai vaha

mazile hai vahi pe pyar hota jaha

pyar ki rah me aap jo mil gaye

rah me hazaro deep kyun jal gaye

aaj kyun mere man me phul khil gaye

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi

hardam aas ho gayi kyun man me

kal nahi tha vo kya hai aaj ye

kah gayi ye havaye kya mujhe

ye kya haal ho gaya mujhko ye kya ho gaya

hardam aas ho gayi kyun man me

Explore this song