Roman script

kal nahi tha wo kya hai aaj ye 

kah gayi ye hawa kya mujhe

kahi ye khwab to nahi

kahi ye pyar to nahi

har dam aas ho gayi kyu man me

kal nahi tha wo kya hai aaj ye 

kah gayi ye hawaye kya mujhe

ye kya hal ho gaya

mujhko ye kya ho gaya

hur dum aas ho gayi

kyu man me

ham khuda bhi kaha

maa ki mamta bina

swapan aate nahi pyar jage bina

hai kaha ye mohabbat

chahto ke bina

dhadkano ki juda dhadkano se suni

uth raha hai dhua aag to hai wahi

pyar milta hai jaha pe 

jindagi hai wahi

kal nahi tha wo kya hai aaj ye

kah gayi ye hawaye kya mujhe

kahi ye khwab to nahi

kahi ye pyar to nahi

har dam aas ho gayi kyu man me

kal nahi tha wo kya hai aaj ye 

kah gayi ye hawaye kya mujhe

aasma hai jaha hai sitare waha

chandani hai jaha chandarma hai waha

manjile hai wahi pe pyar hota jaha

pyar ki rah pe aap jo mil gaye

rah me hazaro deep kyu jal gaye

aaj kyu mere man me

phul khil gaye

kal nahi tha wo kya hai aaj ye

kah gayi ye hawaye kya mujhe

kahi ye khwab to nahi

kahi ye pyar to nahi

har dam aas ho gayi kyu man me

kal nahi tha wo kya hai aaj ye 

kah gayi ye hawaye kya mujhe

ye kya hal ho gaya

mujhko ye kya ho gaya

har dam aas ho gayi kyu man me

Explore this song