Roman script

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

achhi nahi ye duri o sajna 

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

achhi nahi ye duri o sajna 

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

dhal bhi gaye sanam dhundhal ke sham ke

rah gaye tum haule se mujhko tham ke

dhal bhi gaye sanam dhundhal ke sham ke

rah gaye tum haule se mujhko tham ke

soch me jo padi hu mai hosh khole khadi hu mai

kuch to hai kahna

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

gale lag ja jale chaman ki chandani 

tujhpe khile mere badan ki chandani

gale lag ja jale chaman ki chandani 

tujhpe khile mere badan ki chandani

kash ye nazara hota aur tu hamara hota

phir to kya kahna oye

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

mukh pe tere idhar udhar ki baat hai

par jo nahi hui nazar ki baat hai

mukh pe tere idhar udhar ki baat hai

par jo nahi hui nazar ki baat hai

aur kya pukare jiya kaan me kahungi piya

paas hi rahna haye

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

achhi nahi ye duri o sajna 

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

kal ki kuch adhuri bate hai zaruri

achhi nahi ye duri o sajna

Explore this song