Roman script

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

ret ka sagar pyar ka sapna

pyasa hi tarsaye

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

pyar me kya kya rang bhare the

likhi thi do takdire

pyar me kya kya rang bhare the

likhi thi do takdire

aayi jo andhi bankar mit gayi badal ki taswire

pyar to jang jane kaisa rang dag ban jaye

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

dosh nahi hai tufano ka

majhi hi le dube

dosh nahi hai tufano ka

majhi hi le dube

diwanapan bankar rah gaye man ke mansuba

tasho ka ghar kaam na aaye

bante hi gir jaye

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

ret ka sagar pyar ka sapna

pyasa hi tarsaye

kal ke apne na jane kyu ho gaye aaj paraye

Explore this song