Roman script

kal ka raja aaj bikhari dekho samay ki shan

kal ka raja aaj bikhari dekho samay ki shan

baba samay bada balwan samay bada balwan

baba samay bada balwan kal ka raja aaj bikhari

dekho samay ki shan baba samay bada balwan

samay bada balwan baba samay bada balwan

jhuth daga chal or kapat ke jal biche hai raho me

daya dharam ko chhod ke dunia mast hai aaj gunaho me

sach or jhuth parakhne wali sach or jhuth parakhne wali

aankhe hai hairan aankhe hai hairan

baba samay bada balwan samay bada balwan

baba samay bada balwan

dhan daulat ka nahi bharosha cheej ye aani jani hai

hamko bhi kuchh  dete jao sari dunia pani hai

kal aayega kam tumhare kal aayega kam tumhare

aaj karo kuch dan aaj karo kuch dan

baba samay bada balwan samay bada balwan

baba samay bada balwan samay bada balwan

baba samay bada balwan

Explore this song