Roman script

kal hum jis se mile the usne hi dil ko churaya 

dil ki dhadkano ne aj ye humko bataya

kal hum jis se mile the usne hi dil ko churaya 

dil ki dhadkano ne aj ye humko bataya

aj ye humko bataya

kuch to diwana kiya apne kuch apki sadagi ne 

kaise kahe hum ye kya de diya humko to diwangi ne 

na jane kyun aj kehta hai man

accha nahi itna diwanapan accha nahi itna diwanapan 

tumne to ek bebasi ko bas yar haske chupaya 

dil ki dhadkano ne aaj ye humko bataya

kal hum jis se mile the usne hi dil ko churaya 

dil ki dhadkano ne aaj ye humko bataya

aaj ye humko bataya

dar lag raha ab nigaho se bhi dil mein chupa lo zara tum

kuch bhi samajh mein nahi aa raha humko sambhalo zara tum 

aise na sehmo na aise daro thoda yaki pyar pe to karo 

thoda yaki pyar pe to karo 

ab pyar ke rasto pe fir se dil laut aya 

dil ki dhadkano ne aaj ye humko bataya

kal hum jis se mile the usne hi dil ko churaya 

dil ki dhadkano ne aaj ye humko bataya

Explore this song