Roman script

kal hum jaha mile the chupke
aaj waha fir jayenge
kal hum jaha mile the chupke
aaj waha fir jayenge
na baba hum kal ki bhul ko
aaj nahi dohraynge
kal hum jaha mile the chupke 
aaj waha fir jayenge
na baba hum kal ki bhul ko 
aaj nahi dohraynge
kal hum jaha mile the chupke
aaj waha fir jayenge
na baba hum kal ki bhul ko
aaj nahi dohraynge
tum jaisi mashuk ho jab to
dil pe nahi rehta kabu
bato hi bato me jane kar dete ho kya jadu
tum jaisi mashuk ho jab to 
dil pe nahi rehta kabu
bato hi bato me jane kar dete ho kya jadu
hotho pe hotho ke saye ab to yu hi lehraynge
na baba hum kal ki bhul ko aaj nahi dohraynge
kal hum jaha mile the chupke 
aaj waha fir jayenge
na baba hum kal ki bhul ko
aaj nahi dohraynge
lagta hai ek pal sadiyo jaisa 
ab to ek duje ke bina
jis din pakdi gai ye chori
us din kya hoga sajna
humko kya lena logo se log to shor machaynge
na baba hum kal ki bhul ko aaj nahi dohraynge
kal hum jaha mile the chupke
aaj waha fir jayenge
na baba hum kal ki bhul ko
aaj nahi dohraynge

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam

actor: Karishma Kapoor, Harish