Roman script

kal chalte chalte unse

mulaaqat ho gayi

kal chalte chalte unse

mulaaqat ho gayi

lab chup the magar

aankhon se kuchh baat ho gayi

lab chup the magar

aankhon se kuchh baat ho gayi

chehre pe ek noor thaa

aankhon mein chand ashq

chehre pe ek noor thaa

aankhon mein chand ashq

bas yoon kaho ke

dhoop mein barsaat ho gayi

bas yoon kaho ke

dhoop mein barsaat ho gayi

kal chalte chalte unse

mulaaqat ho gayi

hamne sunaa thaa rone ki

aadat hai ishq ko

aadat hai ishq ko

hamne sunaa thaa rone ki

aadat hai ishq ko

aadat hai ishq ko

kal husn ro rahaa thaa

kal husn ro rahaa thaa

ajab baat ho gayi

kal husn ro rahaa thhaa

ajab baat ho gayi

kal chalte chalte unse

mulaaqat ho gayi

ye unkaa dil hi jaane

ye unkaa dil hi jaane

kyaa unkaa haal hai

kyaa unkaa haal hai

ham itnaa jaante hain

mulaaqaat ho gayi

ham itnaa jaante hain

mulaaqaat ho gayi

kal chalte chalte unse

mulaaqaat ho gayi

kal chalte chalte unse

mulaaqaat ho gayi

Explore this song