Roman script

kajre ki dhar hai katar more raja

kajre ki dhar hai katar more raja

tere liye singar kiya tu ab to samne aaja

kajre ki dhar hai katar more raja

kajre ki dhar hai katar more raja

titli bhi hu main kahar bhi hu 

main mitha mitha jahar bhi hu main 

titli bhi hu main kahar bhi hu 

main mitha mitha jahar bhi hu main 

rimjhim si guljar hu do dhari talwar hu

rimjhim si guljar hu do dhari talwar hu

paththar wo dil se shisha takerane se takra ja

kajre ki dhar hai katar more raja

kajare ki o kajre ki haye kajare ki kajare ki

tujhse jo saigat mili thi aane wali aas mili thi

tujhse jo saigat mili thi aane wali aas mili thi

bhul gaya tu tune di thi mujhe nishani

bhul gaya tu tune di thi mujhe nishani

na jane tufa kab aaya kaha se mere raja

kajre ki dhar hai katar more raja

kajre ki dhar hai katar more raja

jid pe agar aa jaye jawani pathar ko bhi kar de pani

jid pe agar aa jaye jawani pathar ko bhi kar de pani

aaj main tujhko paau sabhi hisab chukaau

aaj main tujhko paau sabhi hisab chukaau

tere milan ko tadap rahi hun raja pyar bujha ja

kajre ki dhar hai katar more raja

kajre ki dhar hai katar more raja

tere liye singar kiya tu ab to samne aaja

kajre ki dhar hai katar more raja

kajare ki o kajre ki haye kajare ki kajare ki

kajre ki dhar hai katar more raja

kajre ki dhar hai katar more raja

Explore this song