Roman script

aa aa aa aa 
kajra re naina kyo 
chhup chhup ghat kare
ho kajra re naina kyo 
chhup chhup ghat kare
ho na kachhu bole na kachhu dole 
fir bhi bate kare, naina bate kare 
man se jo laagi lagan
to chhute naahi chhudaye
uljha gaye jo nainwa
to suljhe na suljhaye
kajra re naina kyo 
chhup chhup ghat kare
chanchal chapal chatur bade
chitvan ke ye teer
o dekhan mein chhote lage 
par ghav kare gambhir 
ho kajra re naina kyo 
chhup chhup ghat kare

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi