Roman script

kajal wali ankhiya mori 

to bin sajan tarse

yaad tumhari jab aaye

ye badal banke barase 

mai samjhu, mai samjhu

sawan aaya haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

kajal wali ankhiya mori 

to bin sajan tarse

yaad tumhari jab aaye

ye badal banke barase 

mai samjhu, mai samjhu

sawan aaya haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

ke na tarsao chale bhi aao

na chhup chhup jao in ankhiyo se

na chhup chhup jao in ankhiyo se

ke na tarsao chale bhi aao

na chhup chhup jao in ankhiyo se

na chhup chhup jao in ankhiyo se

dil ki tasvir dikhayegi

rah me bichh bichh jayegi

na yu ghabrao in ankhiyo se

ke dil me pritam chhaya

haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

kajal wali ankhiya mori 

to bin sajan tarse

yaad tumhari jab aaye

ye badal banke barase 

mai samjhu, mai samjhu

sawan aaya haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

bhola balam dil rakhna na jane

dil rakhna na jane

bhola balam dil rakhna na jane

dil rakhna na jane

ishare na samjhe hamar

ishare na samjhe hamar

batiya na mane mori, batiya na mane

batiya na mane mori, batiya na mane

kajre ki dori o balma mori 

tohe pe hanse hai chori chori

tohe pe hanse hai chori chori

ke jin naino ki tum ho aas

mujhe na un naino ki pyas

ye kiasa zulm hai dhaya

haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

kajal wali ankhiya mori 

to bin sajan tarse

yaad tumhari jab aaye

ye badal banke barase 

mai samjhu, mai samjhu

sawan aaya haye haye haye

mai samjhu sawan aaya

haye haye haye 

mai samjhu sawan aaya

Explore this song