Roman script

kajal kajal teri ankho ka ye kajal 

pagal pagal kar deta hai mujhe pagal 

payal payal tere pairo ki ye payal 

ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal 

maine dil diya haye haye 

tera dil liya haye haye kya bura kiya haye 

maine dil diya tera dil liya kya bura kiya

kajal kajal meri ankho ka ye kajal 

pagal pagal kar deta hai tujh pagal 

payal  payal mere pairo ki ye payal 

ghayal ghayal kar deti hai tujh ghayal 

maine dil diya haye haye 

tera dil liya haye haye kya bura kiya haye

maine dil diya tera dil liya kya bura kiya

ankho me tere kala jo til hai

sadiyo purana ha mera vo dil hai

sabse juda hai teri adaye tujhpe fida hai meri vafaye

tere liye janam jan meri jaye

bukh bhi lage na nind bhi na aaye

tujhse ye puche mere nain sharmile

kis din honge gore hath mere pile

tune kuch kaha maine sun liya

maine sun liya maine chun liya haye haye 

apna piya haye haye kya bura kiya haye

maine chun liya apna piya kya bura kiya 

sine me mere bas tu hi tu hai

dhadkan hai dil ki ha tu meri ruh hai 

tu mera dil hai mera jigar hai 

tu samne hai tujhpe nazar hai 

dhadke mera dil tere nam par 

kahi dur le chal hath tham kar 

ankhe mila ke tune mere dil ko jeeta 

ankho me padh li maine preem ki geeta 

pyar ka tofa tan man diya tan man diya 

maine bun liya haye haye sapna naya 

haye haye kya bura kiya haye

maine bun liya sapna naya kya bura kiya

Explore this song