Roman script

kaisi divanagi hai sab kuchh koi bhula ke
nekala hai ghar jala ke kaisi divanagi hai
o tujh par gagan se barsi agan kyun hai
paya chaman se kanto ka ban kyun hai 
o tujh par gagan se barsi agan kyun hai
paya chaman se kanto ka ban kyun hai 
kya hai ulajhan hara kyun 
man thaka hai kyun tan re
sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
koi chhod  gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
sab tut gaya sab chhut gaya 
sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
koi chhod  gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
o tujh par gagan se barsi agan kyun hai
paya chaman se kanto ka ban kyun hai
ho pyasi havaein jalti 
dishae reti ki hai sari ghataen
o ret jo barse to ye man tarse 
laut ke jaen kaise idhar se
ab jao jidhar dekhoge udhar sunsan nagar sare
dil bigad gae baag ujad gae desh ukhad gae sare
ab jao jidhar dekhoge udhar 
ab jao jidhar dekhoge udhar sunsan nagar sare
dil bigad gae baag ujad gae desh ukhad gae sare
ho o tujh par gagan se barsi agan kyun hai
paya chaman se kanto ka ban kyun hai
kaisi divangi hai sab kuchh koi bhula ke
nekala hai ghar jala kaisi divanagi hai re
jina sitam hai ummid kam hai 
bas ek dil hai aur itna gam hai
kali hai rate kadvi hai bate 
dil kha raha hai mato pe mate
ab yahan-vahan tu jae jahan vo pyar kahan pyar
vo apno ka vo sapno ka sansar kahan pyar
ab yahan-vahan tu jae jahan
ab yahan-vahan tu jae jahan vo pyar kahan pyare
vo apno ka vo sapno ka sansar kahan pyare
ho tujh par gagan se barsi agan kyun hai
paya chaman se kanto ka ban kyun hai
kya hai ulajhan hara kyun man 
jhuka hai kyun tan re
sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
koi chhod  gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
sab tut gaya sab chhut gaya
sab tut gaya sab chhut gaya koi lut gaya jaise
koi chhod  gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise

Song details

singer: Pinky, Preeti, Sukhwinder Singh

actor: Shahrukh Khan, Rani Mukherjee