Roman script

kaise main kahu tum kya ho

tum wo hasin nagma ho 

jab bhi jise gungunau

naya sa lage jo 

kaise main kahu tum kya ho

tum wo hasin nagma ho 

jab bhi jise gungunau

naya sa lage jo 

bas main hu aur bas tu hai

harsu ab tu hi tu hai

lamhon me teri khushbu hai

khawaish ka aagaz tum ho

anjam tum ho

khabo ka dariya hu

mujhse jo kahta ho

katro me sahil hai

dubo to jara

kal to hai ek sapna

bas yahi pal hai apna

is pal ke dil pe apne

saanso ke nisha

Explore this song