Roman script

kaise kahu mann ki baat, baat re

kaise kahu mann ki baat sajan se

kaise kahu mann ki baat

ho o o baat mein mann ke keh nahi paau 

baat mein mann ke keh nahi paau

laaj na chhod e saath re

kaise kahu mann ki baat, baat re

kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

achara sambhaaru kabhi achara sambhaaru

achara sambhaaru kabhi it utt dekhu

jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu

baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhod e saath re

kaise kahu mann ki baat, baat re

kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

samajhat naahi akhiyan ke ishaare 

jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare

baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhod e saath re

kaise kahu mann ki baat, baat re

kaise kahu mann ki baat , mann ki baat mann ki baat

Explore this song