Roman script

kaise kahu kya ho gaya

dil ye mera kyu khone laga

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya

kaise kahu kya ho gaya

dil ye mera kyu khone laga

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya

sikha tumse hai maine sapno me khona

tum ho sapno ki rani bolo ho na

khawabo me aake hamari 

chupke se humko pukare

teri nigahe ye pyari si bahe

ye humse ye dhire kahe

jane kyu kho gaya

kaise kahu kya ho gaya

dil ye mera kyu khone laga

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya

rate kati hai maine yado me teri

apne sapne hai dekhe aankho me teri

chhup chhup ke chaha hai tumko

apna banaya hai tumko tum pas

aao to apna banao to

phir jhumkar dil kahe diwana ho gaya

haye kaise kahu kya ho gaya

dil ye mera kyu khone laga

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya

kaise kahu kya ho gaya

dil ye mera kyu khone laga

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya 

aankho me aapki duniya basa ke

mai to diwana aapka ho gaya

Explore this song