Roman script

kaise kahu main baat jiya ki, sawariya pyar me teri

ho gayi mai to banwariya

kaise kahu mian baat jiya ki, sawariya pyar me teri

ho gayi mai to banwariya

aaj nahi kasme, bas gaya tu nas nas me

dubh gayi meri pyasi 

ankhiya prit ke, mithe rash me

chalkan lagi laaz, sharam gagriya

pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya

nain hasi ke dhadke, ang ang mera fadke

tumne kiya to jadu mujh par

rahti hai khudh se bichad ke

cham cham bole, meri khushi ki janjriya

pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya

tune jiya me dari, ek nayi chingari

mandur milan ke khel me, sajan tu jeeta mai haari

bajan lagi pyar basuriya

pyar me teri mai to, ho gayi mai to bawariya

kaise kahu baat jiya ki, sawariya laarmai teri

ho gayi mai to banwariya

Explore this song