Roman script
nigaahein kuch keh rahi hai baatein jo ankahi hai suno na hothon pe man ruka hai labz ye tham sa gaya hai suno na kitni baate hai kab se man bhi hai bhara tab se par na sujhe hum kaise kahein kya kabhi mil paate kaise rasta banate bolo to man to bas karta hi hain shor tum bas sun bhi lo na ek daffa mera kehna man mein mere rehta na koi aur ankhon ki galtiyan hain dil ko jo sehna pada samjho na kitni khwahishein man ki reh jaati adhuri hi kaisi bandishein kaise kare par na sujhe hum kaise kahein
Song details
- Singer: Vibha Saraf
- Singer: Vipin Aneja
- Film / album: 200 Halla Ho (2021)
- Composer: Anshuman Mukherjee
- Lyricist: Viraat Gupta
- Actor: Amol Palekar
- Actor: Barun Sobti
- Actor: Rinku Rajguru
- Actor: Ishtiyak Khan
- Actor: Sahil Khattar
- Actor: Upendra Limaye
- Actor: Flora Saini
- Actor: Indraneil Sengupta
- Actor: Pradhuman Singh
- Actor: Saloni Batra
- Actor: Sushma Deshpande
- Actor: Punit Tiwari
- Actor: Apurva Choudhari
- Actor: Vinay Hake
- Actor: Gautam Joglekar
- Actor: Navni Parihar
- Actor: Jaywant Wadkar
- Actor: Shivraj Walvekar
Song video
singer: Vibha Saraf, Vipin Aneja