Roman script

kaise jaye guzari

beete raat na bhaari

kaise jaye guzari

beete raat na bhaari

ab to aaja ri aaja aa

neendiya pyaari

kaise jaye guzari

beete raat na bhaari

ab to aaja ri aaja aa

neendiya pyaari

khwab ude hain banke chiraiya

kaat rahi hain bairi tataiyaan

sau tufaan mein uljha ye man

pal pal karta haa haa daiyan

dukhati aankho ko de raahat

sunle humari aaja ri aaja aa

neendiya pyaari

hone ko hain subah suhaani

badalenge jivan ke maani

karvat lengi phir nayi khushiyan

mit jaayegi peer puraani

par ye mushkil waqt de

par phere hain aari

aaja ri aaja aa neendiyan pyaari

kaise jaye guzari

beete raat na bhaari

ab to aaja ri aaja aa

neendiya pyaari

Explore this song