Roman script

kaise ho pagal jaise ye badal 

kahta kya kajal jo gati payal

kaise ho pagal jaise ye badal 

kahta kya kajal jo gati payal

manva deewana mausam mastana

pyar anjana meet pehchana

manva deewana mausam mastana

pyar anjana meet pehchana

ye phool tapka jo hira man ka 

balo me bhatka palko pe atka 

vasanti aaghosh aalam bhara behosh

aa mere madhosh ho jaayen khamosh

ho jaayen khamosh ho jaayen khamosh

Explore this song