Roman script

kaise bhulau re amma babul ka angna

kaise bhulau re amma babul ka angna

mamta ki baho me jhula jo maine palna 

mamta ki baho me jhula jo maine palna 

kaise bhulau re amma babul ka angna

bada sukh paya maine amma ji ke raaz me

bada sukh paya maine amma ji ke raaz me

mera so jana amma ji ka rato jagna

mera so jana amma ji ka rato jagna

kaise bhulau re amma babul ka angna

bada sukh paya maine babul ji ke raz me

bada sukh paya maine babul ji ke raz me

jo marji khana jo ji me aaye mangna

jo marji khana jo ji me aaye mangna

kaise bhulau re amma babul ka angna

bada sukh paya maine bhaiya ji ke raz me

bada sukh paya maine bhaiya ji ke raz me

titli pakdne ko bagiyo me bhagna

titli pakdne ko bagiyo me bhagna

kaise bhulau re amma babul ka angna

bada sukh paya maine sakhiyo ke raz me

bada sukh paya maine sakhiyo ke raz me

sare din hilmil ke gudiyo se khelna

sare din hilmil ke gudiyo se khelna

kaise bhulau re amma babul ka angna

kaise bhulau re amma babul ka angna

mamta ki baho me jhula jo maine palna 

mamta ki baho me jhula jo maine palna 

kaise bhulau re amma babul ka angna

kaise bhulau re amma babul ka angna

Explore this song