Roman script

raat ye koi saaye si, chaandni koi sada

raaz woh hawaye lati hai aur nazar hai dua

phir raha hoon mai yaha, manzile hai lapta

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

rooh bhi sehmi sehmi si, hausle soe kaha

zakhm woh behte rehte hai, beasar hai dawa

jhoonj raha hoon mai yaha

ab reham ho ae khuda

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

kaisa ye safar hai, kaisi ye khalish hai maula

kaisa ye safar hai maula

Explore this song