Roman script

kaisa jadu dala ma banarasi rumaal wala
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala
kaisa jadu dala ma banarasi rumaal wala
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala
topi tune khidki bane topi tune
topi tune khidki bane jaan ko uchalva
banarasi rumaal wala
meri kasam niklo nako
meri kasam meri kasam niklo nako
odh ko dushala ma banarasi rumaal wala
kaisa jadu dala ma banarasi rumaal wala
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala
char minar ke log mujhe char minar ke
char minar ke log mujhe
kehte madhubala ma banarasi rumaal wala
bibi aisa bol nako bibi aisa bibi aisa bol nako
piche khadi khala ma banarasi rumaal wala
kaisa jadu dala ma banarasi rumaal wala
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala
kaise karu pyar tujhe kaise karu
kaise karu pyar tujhe  
ma banarasi rumaal wala 
rang to mere ja nako 
rang to mere rang to mere ja nako 
dil hai pyaar wala ma banarasi rumaal wala
kaisa jadu dala ma banarasi rumaal wala 
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala
kar ko baata pyar ke ji kar ko baata 
kar ko baata pyar ke ji kya samajh ko tala 
ma banarasi rumaal wala 
majnu bane maati mile majnu bane 
majnu bane maati mile karko aayo ujala
ma banarasi rumaal wala
jaan tujhpe dega ma banarasi rumaal wala

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle