Roman script

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu

mango sitare bhi tum main dila du

darta hu tumhe yad karte karte 

kahi aisa na ho khud ko bhula du

tune kiya mujhpe kaisa jadu 

mango sitare bhi tum main dila du

doston ko ye shikayat hai

main kuch badal sa gaya hu

pehle yaron ka yar tha 

ab kuch sambhal sa gaya hu

doston ko ye shikayat hai 

main kuch badal sa gaya hu

pehle yaron ka yar tha 

ab kuch badal sa gaya hu

ab unko koi kaise samjhaye

ki meri zindagi me jab se tum ho aaye

ho khud pe raha na ab kabu

tune kiya mujhpe kaisa jadu

sochta hu tumko mujhme 

aisa bhi kya dikh gaya hai 

shayad meri takdir me

koi tumhe likh gaya hai 

sochta hu tumko mujhme 

aisa bhi kya dikh gaya hai 

shayad meri takdir me

koi tumhe likh gaya hai 

varna duniya me aisa kaun hoga 

jo tum pe pal pal mar mitata na hoga 

ho tune kiya mujhpe aisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

mango sitare bhi tum main dila du

darta hu tumhe yad karte karte 

kahi aisa na ho khud ko bhula du

ho tune kiya mujh pe kaisa jadu 

mango sitare bhi to main dila du

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu 

tune kiya mujh pe kaisa jadu

Explore this song