Roman script

kaisa jadu kiya, dil bekabu kiya

sapno me dil liya, aisa kya kah diya

har kali ki mahak, rang kaliya dhanak

sab hai tujhpe fida

ab na hona juda janejana

main tumko saanso me, basa ke palko me

daricho se jhanku main, jee bhar ke

main tumko saanso me, basa ke palko me

daricho se jhanku main, jee bhar ke

pass ho tum mere ya ho mujhse juda

meri har ek najar, tumko degi sada

har kali ki mahak, rang kaliya dhanak

sab hai tujhpe fida

ab na hona juda janejana

mere dil ki kya hai, batau main kaise

bitaye hai kaise din gin gin ke

mere dil ki kya hai, batau main kaise

bitaye hai kaise din gin gin ke

dhadkano ki kasam, tumse leke main gham

pyar tumse karu, tumko apna kahu

har kali ki mahak, rang kaliya dhanak

sab hai tujhpe fida

ab na hona juda janejana

kaisa jadu kiya, dil bekabu kiya

sapno me dil liya, aisa kya kah diya

har kali ki mahak, rang kaliya dhanak

sab hai tujhpe fida

ab na hona juda janejana

Explore this song