Roman script

kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu 
tera hi hai jadu rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu 
tera hi hai jadu rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
pana chahu tujhe ab shamo sahar 
sine me hai bekarari dil na dhadke magar
jal jal ke tujhse hawa kahe itna mujhko bata
rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu tera hi hai jadu rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
tare hai ya zami kuch bhi hosh nahi 
anchal ab to tera lagta hai chandni 
laharo ki hai ye sada humko bhi usse mila 
rango se bhara 
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu tera hi 
hai jadu rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
dard mitha sa kya mujhko hone lga 
din mein aur raat mein chain khone laga
pyar hone laga rango se bhara 
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu tera hi 
hai jadu rango se bhara
tune mera jaha sanso se teri mahka ye sama
kaisa hai ye jadu har taraf hai khushbu 
har taraf hai khushbu tera hi hai jadu

Song details

singer: Karan Oberoi, Chaitanya Bhosle, Siddharth Haldipur, Sherrin Varghese, Sudhanshu Pandey