Roman script

kaisa hai yeh gham

saath tere hardum

dekhe kaha main hun yaha

may pile mujhko pila 

kar sauda ye dil ka 

man tera tan tera aa 

kaisa hai yeh gham

saath tere hardum

dekhe kaha main hun yaha

may pile mujhko pila 

kar sauda ye dil ka 

man tera tan tera aa

chup kyun hai bol sajana

main teri hun sajana

main teri hun sajana

roop hai gulabi

o re khiladi ek baar aaja

chup kyun hai bol sajana

main teri hun sajana

roop hai gulabi

o re khiladi ek baar aaja

marti hun main to o re deewane

manwa ye mera na mane na mane aa

kaisa hai yeh gham

saath tere hardum

dekhe kaha main hun yaha

may pile mujhko pila 

kar sauda ye dil ka 

man tera tan tera aa 

ho dekh zara yeh jalwe

phir bhi na man pighale

main na shikari

hari re hari ho gayi tihari

ho dekh zara yeh jalwe

phir bhi na man pighale

main na shikari

hari re hari ho gayi tihari

ab to tarsa na, mujhko jala na

dil ko dukha na, tarsa na tarsa na aa 

kaisa hai yeh gham

saath tere hardum

dekhe kaha main hun yaha

may pile mujhko pila 

kar sauda ye dil ka 

man tera tan tera aa

Explore this song