Roman script

kaisa aaya hai jamana nahi khane ka tikana

fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki

roj tokre bhi khana fir bhi baaj nahi aana

kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana

fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki

sokh mere husn ko hai dilo ke sikar ka

kaam lu adao se mai teer ka katar ka

kaam lu adao se mai teer ka katar ka

koi lakh ho gaya na mera chuke na nishana

kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana

fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki

chote mote aadmi ka yaha kya sawal hai

pyar me to bade bado ka bhi yehi haal hai

hai ye pyar ka khajana kabhi rona kabhi khana

kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana

fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki

aur ek baat bade maje ki batau mai

aashiqo ko naye naye naam se bulau mai

mera galiya sunana unka taliya bajana

kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana

fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki

Explore this song