Roman script

lab ab khulne lagi hai

sile the, udhadne lage

lab ab badhne lagi hai

hadd se nikalne lage

khamoshiyo se, sargoshiyo se sach me

kahun..

kahun..

lab ab chalne lage hai

sambhle the, phisalne lage

lab ab badalne lage hai

bhale the, bigadne lage

khamoshiyo se, sargoshiyo se sach me

kahun..

kahun..

kahun..

kahun..

kahun..

kahun main toote taaro se,

kahun jarre jarre aashmano se

kahun sunu ki lab azaad hai,

kahun imaan ke pahredaaro se

kahun kahun rashmo riwaayat se,

kahun bund bund mein sehrao se

kahun sunu ki lab azaad hai,

kahun pehchaan ke pahredaaro se

kahun..

kahun..

kahun faiz se, firaaq se

seene mein sulagte alfaaz se

suno ke lab azaad hai

awaab dabaane walo se

kahun, kahun main kahun

Explore this song