Roman script

kehati hai dil ki lagi 

ho ja tu aaj meri

kehati hai dil ki lagi 

ho ja tu aaj meri ha ha ha 

main to hu diwana tera

koyi bhi bahana tera 

ab na chalega meri jaan na na na 

chhuna na pyar mein yun khona na

a hogi ruswayi meri achi nahi 

jid ye teri kaise samjhaun janeja na na na 

chhuna na pyar mein yun khona na

husan jawan hai ishq jawan hai 

hum dono ko hosh kahan hai

husan jawan hai ishq jawan hai 

hum dono ko hosh kahan hai

ik nayi duniya mein kho jaye 

ao hum tum ek ho jaye

hogi ruswayi meri achchhi nahi 

jid ye teri kaise samjhaun janeja na na na 

chhuna na pyar mein yu khona na

jo tere dil mein wahin mere dil mein

pad gayi main toh haaye mushkil mein

jo tere dil mein wahin mere dil mein

pad gayi main toh hay mushkil mein

thodi si meri maajburiya hai 

isliye sajana ye duriya hai

main to hu diwana tera

koyi bhi bahana tera ab na chalega meri jaan

na na na chhuna na pyar mein yu khona na

a hogi ruswayi meri achi nahi 

jid ye teri kaise samjhau janeja na na na 

chhuna na pyar mein yu khona na

main toh hu diwana tera koyi bhi 

bahana tera ab na chalega meri jaan

na na na chhuna na 

ha ha ha na jana

Explore this song